Helping The others Realize The Advantages Of #islamic #sabaq #deen #ka

हज़रत मौलाना ख़ालिद सैफुल्लाह रहमानी दामत बरकातहुम

Insaan ki zaati zindagi ke aamal-w-atwaar uske zehni fikr-o-khayal ke mutabik hote hain agar humari zati zindagi mein islami ehkaam per amal zaahir nahi ho raha hai toh iska yeh matlab liya jayega ke humari fikr-o-khayal amal se khali hai, iske liye khana mardum shumari mein ya aam bol chal mein naam ka istemal kafi nahi, jab tak kaam Amli taur for each uske mutabik na ho, baaz logon ka naam muttaki baaz ka naam abid aur zahid hota hai isse ye sabit nahi hota ke muttaki ke naam se mausoom shakhs waqai muttaki aur abid naam wala waqai ibadat guzar hai, ya zahid ke naam se pukare jane wale shaks mein zohad ki seefat hain.

तहरीके इस्लाहे मुआशेरा ऑल इंडिया मुस्लिम पर्सनल लॉ बोर्ड

तहरीके इस्लाहे मुआशेरा आल इंडिया मुस्लिम पर्सनल लॉ बोर्ड।

इस्लाम में एक से ज्यादा निकाह की इजाजत अद्ल से मशरूत है

Allah ta’ala ke irshad mein ek musalman ki Gheebat ko apne murdah bhai ka gosht khane se ta’abeer kiya gaya hai, zalim, joro jada ka khu’gar aur qatil insan bhi ho toh wo insan ka gosht khane ke bare mein tasawwur bhi nahi kar sakta, is liye ke jab insan Mar jata hai to us ke tayien hamdardi ke jazbat badh jate hain, aur murdah jism khawah insan ka Ho ya kisi here janwar ka insani sehat ke liye bohot he muzarrat rasan hai, Goya Gheebat Karna intehai joro jafa aur berahmi ka fel hai.

آل انڈیا مسلم پرسنل لا بورڈ کے پیغامات, اعلانات ,اکابر علماء کےبیانات, اصلاحی مضامین و مقالات, بورڈ کی اہم شخصیات پر لکھے گئے مضامین حاصل کرنے اور ہنگامی مسائل سے متعلق بورڈ کا موقف جاننے, نیز بورڈ کی موجودہ سرگرمیوں سے باخبر رہنے کے لئے بورڈ کے آفیشیئل فیس بک پیج کو لائک کریں:

Islam ka qalib jin qanooni dastavezo aur fitri usulo se mashiyyat e khuda wandi ne taiyyar kiya hai un me tamam hangami aur dawami islahat aur un ke usool wo qawanin jama kar ke un me se un tamam samaji buraiyo ko nikal diya hai jin ka naam jahalat tha. Is mein kisi taghaiyyur aur tabdili ke mani us jahiliyat ko dobara le aane ke siwa dusre nahi ho sakte, jis se malik e mutlaq ne insaniyat ko paak karke darja e kamal par pohchaya tha.

???? آل انڈیا مسلم پرسنل لا بورڈ کے پیغامات, اعلانات ,اکابر علماء کےبیانات, اصلاحی مضامین و مقالات, بورڈ کی اہم شخصیات پر لکھے گئے مضامین حاصل کرنے اور ہنگامی مسائل سے متعلق بورڈ کا موقف جاننے, نیز بورڈ کی موجودہ سرگرمیوں سے باخبر رہنے کے لئے بورڈ کے آفیشیئل فیس بک پیج کو لائک کریں:

सेक्रेटरी ऑल इंडिया मुस्लिम पर्सनल लॉ बोर्ड

S hain aur yeh un ki zaban aur unka tarze fiqr nahi iska buniyadi chashma unke dimagh mein nahi tha balke unki dastaras se baahar aur unse baland tha aur wo unke liye is Hello darje ka kabil-e-ehteram aur kabil-e-ita’at tha jaise hamare aap ke liye aur sare ummatiyon ke liye.

(सेक्रेटरी ऑल इंडिया मुस्लिम पर्सनल लॉ बोर्ड)

(सेक्रेटरी ऑल इंडिया मुस्लिम पर्सनल लॉ बोर्ड)

Muslim aqalliyat is mulk mein jis tedat mein hai,wo mulk ke jism ka ek mazboot bazu hain, is bazu ko taqleef ponhcha Kar kamzor rakhna ya waqtan-fa-waqtan taraddud aur be’chaini mein mubtela karte rahna mulk ki mazbooti aur taraqqi ko nuqsan ponhchane wali baat hai ma’ashi nizam hoya iqtedari quwat ka muamla ho,is mein mulk ke is ahem bazu ko Puri karkardagi aur salahiyat ka huq na dena mustaqbil ke liye madadgar banne wala rawaiyya nahi hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *